Sunheri Dharti Par Song Lyrics | Lyrics Of Sunehri Dharti Par


 Sunheri Dharti Par Song Lyrics

Sunheri dharti par

chamkta ambar hai,

Khule maidan yahan

aur smandar hai,

Hai jinda dilo k log yaha

aur bahrat sb k andr hai

Hai jinda dilo k log yaha

 aur bahrat sb k andr hai

 Prem ki bhasha hai

mithi si boli hai,

 bhakti hai meera si

kanha si toil hai

 Prem ki bhasha hai

mithi si boli hai,

 bhakti hai meera si

kanha si toil hai

Nand baba sa tyag yaha

aur gokul jaisa manjar hai

Nand baba sa tyag yaha

aur gokul jaisa manjar hai

Sunheri dharti par…..2

Yaha pakshi bhi

gayen pathr bhi  puje jayen,

 dunia ko manwata ka,

 hum aaj bhi path padhaye—-2

Kre deen dukhi ki sewa ,na karte koi anter hai

Sunheri dharti par——2

Pratiroop hajaro hai

par roop ek hi hai,

har kosh badalta pani

par pyas ek hi hai—-2

Bhasha vesh anek milenge

 sbhi ek mey ankar hai,

Sunheri dharti par —–2

Hai chhote bado ka aadar

 aur rahe shram ki chadar,

 maryada purshotam hai,

 bhari gayn ki gagar—-2

Kahe Kavi Singh yash ki baat

 har baat yaha par sundar hai

Sunheri dharti par——-2

 Sunheri Dharti Par Song Video


Leave a Comment